Latest

6/recent/ticker-posts

Advertisement

Responsive Advertisement

6 Famous Allama Iqbal Quotes in Urdu


Allama Iqbal Quotes widely known as Dr Allama Iqbal, he was a poet philosopher and politician. In British India he widely regarded as having inspired the Pakistan Movement. He took a prominent part in the politics of the country and in the intellectual and cultural reconstruction of the Islamic world. His contribution to the literature and thought of the world will live for ever. Allama Iqbal is also known as “Spiritual Father of Pakistan”. Here are some ” Allama Iqbal Quotes”.

6 Famous Allama Iqbal Quotes in Urdu


Wo taleem, wo saltnat,wo olaad, wo dolat jo tjhy Allah sy door kry sab fitna hai.Or wo Talwar jo nahuq k liye uthai jaye,Talwar hi kia aik Nara e Takbeer bhi jo nahuq k liye lgaya jaye sab fitna hai

6 Famous Allama Iqbal Quotes No 2 in Urdu

Allah insan k sajdon ko nhi dekhta us k khuloos ko dekhta hai ,Aksar log namaz parhny k baad khali hath lot aty hein ku k un unki ibadaat ma khuloos nhi hota.

6 Famous Allama Iqbal Quotes No 3 in Urdu

Zmany ki jahalt ka alam to dekho bay jaan qabron per chadrein charhai jati hein. Or yhan ki Ortein bay hijaab phirti hein.

6 Famous Allama Iqbal Quotes No 4 in Urdu

Allama iqbal qadyaniat k bary ma kehty hein k mjy is baat ma koi shak o shuba nhi hai k Ahamdi Islam or mulk dono k gaddar hein.

6 Famous Allama Iqbal Quotes No 5 in Urdu

Mulla sirf charb zuban hen, Sufi bas hal ahwal mein waqt zaya kar rahy hen. Mujhy wo insaan nazar nahi ata jo kuch krny ki taqat rakhta ho.

6 Famous Allama Iqbal Quotes No 6 in Urdu

Hmein har sham ka dobta hoa sooraj is baat ka dars deta hai k agr hum magrib ki tarf jaein gy to doob jaein gy, yani agr hum apny Deen ko chor kr kisi k pechy lgein gy to magloob ho jaein gy.



Post a Comment

0 Comments