Latest

6/recent/ticker-posts

Advertisement

Responsive Advertisement

9 Famous Allama Iqbal Quotes in Urdu




Allama Iqbal Quotes widely known as Dr Allama Iqbal, he was a poet philosopher and politician. In British India he widely regarded as having inspired the Pakistan Movement. He took a prominent part in the politics of the country and in the intellectual and cultural reconstruction of the Islamic world. His contribution to the literature and thought of the world will live for ever. Allama Iqbal is also known as “Spiritual Father of Pakistan”. Here are some ” Allama Iqbal Quotes”.

9 Famous Allama Iqbal Quotes in Urdu



Hum ma sy her insan apny daman ma jhankny ki bjaye ye kehta hai k zamana khrab ho gya hai. Zamana khrab ni hoa bulky log khrab ho gye hein.

6 Famous Allama Iqbal Quotes No 2 in Urdu



Tum sharmon haya ki baat krty ho hum ny nangy jismon ko malboosy haya dekha hai.Hum ny ehram ma lipty kae iblees dekhy hain hum ny shrab khany ma Khuda ko dekha hai


6 Famous Allama Iqbal Quotes No 3 in Urdu



Koi ibadat ki chahat ma to koi ibadat ki rah ma roya, Koi yar ki bewafai py roya to koi yar ko mana k roya.Ajeeb hai ye namaz e mohabbat ka silsila koi ada kr k to koi qaza kr k roya.

6 Famous Allama Iqbal Quotes No 4 in Urdu



Sony do agr wo gulami ki neend ma so rhy hein, Ho skta hai wo azadi ka khab dekh rhy hon.

6 Famous Allama Iqbal Quotes No 5 in Urdu



Insan ki Rooh ki asal kefiat Gum hai ,Khushi to aik arzi cheez hai ye to thori dayr k liye ati hai

6 Famous Allama Iqbal Quotes No 6 in Urdu



Insan kisi ki nazar ma acha hota hai to kisi ki nazar ma bura. Ye us dekhny waly per hai jesa wo khud hota hai aysa hi wo dosry logon ko smjhta hai

6 Famous Allama Iqbal Quotes No 7 in Urdu



Hussain (R.A) tery badly ki hoi had hi nhi hai logo ny lafze yazeed ko gali sy bhi badter bna diya hai

6 Famous Allama Iqbal Quotes No 8 in Urdu



Kudi ko kar buland itna k har taqder sy pehlay Khuda banday sy khud pochay bata teri raza kia hai.

6 Famous Allama Iqbal Quotes No 9 in Urdu



Masji to bana di shab bhar men Eman ki hrarat walon ny. Mn apna purana papi hai barsoon mein namazi ban na saka





Post a Comment

0 Comments