Latest

6/recent/ticker-posts

Advertisement

Responsive Advertisement

9 Famous Qasim Ali Shah Quotes in Urdu


Qasim Ali Shah is a famous inspirational and motivational speaker. He is among the entrepreneurs of the Pakistan. Qasim Ali Shah is a author of 12 influential books, a radio host, chairman of book fair Lahore and a director of native schools system. Qasim Ali Shah is also tour ambassador of Uzbekistan working in Pakistan. He is the founder of Qasim Ali Shah Foundation which is working on to change the thoughts of new generation to change nation flow toward success.

Qasim Ali Shah Biography:-

In couple of years, his motivational lectures got viral on social media sites. His lectures are famous among youth due to his regional language and style. He has delivered hundreds of inspirational seminars and sessions on various topics of self-improvements. He delivered his lecture in all fields of work like Judiciary, Army, Tourism, Education and in Religious meetings. Here are some Qasim Ali Shah Quotes & Motivational Urdu Quotes.
9 Famous Qasim Ali Shah Quotes in Urdu



Is dunia par insaano sy ziada kitabon ny hakomat ki hai. Insan ki shakhsitat gari karny mein mutalia e kitab ki adat aik aham juz hai.
9 Famous Qasim Ali Shah Quotes No 2 in Urdu



Zindagi badalni ho to aik lafz, aik wakia aur aik bat sy badal jati hai. Agar na bdalni ho to hzaron kitabein parh lein to wo bhi apka kuch nahi kar saktien.
9 Famous Qasim Ali Shah Quotes No 3 in Urdu



Badnaseebi bari khobsorat shakal mein ati hai aur ham usko nahi pehchanty. Aur Khuhnasibi khobsorat nahi hoti aur ham usko pehchanny sy inkar kar dety hien.
9 Famous Qasim Ali Shah Quotes No 4 in Urdu



Kainat k sab sy bady sakhi par yaqeen hamein sakhi bana deta hai.
9 Famous Qasim Ali Shah Quotes No 5 in Urdu



Apky afkar aur kirdar ka andaza apki guftago say lagaya ja sakta hai.
9 Famous Qasim Ali Shah Quotes No 6 in Urdu



Nakami takrar karny sy badhti hai. Khamoshi ikhtiyar karny sy kam hoti hai. Sabar karny sy khatm hoti hai. Aur shukar ada karny se khatam ho jati hai.
9 Famous Qasim Ali Shah Quotes No 7 in Urdu



Shok k begair sabak ka yad hona drasal laa ilmi hai. Yeh wo khana hai jisay apnay bhok k begair kha lia hai. Jis sy ap koi faida nhi utha saktay
9 Famous Qasim Ali Shah Quotes No 8 in Urdu



Bachy palna koi bada kam nahi. Janwar bhi yeh kam sadyon sy krty chaly a rahy hein. Bada kam bacho ki tarbiat hai.
9 Famous Qasim Ali Shah Quotes No 9 in Urdu



Taleemi idara aik tool hai. Jis k zarye ap ko kuch kam kar k dikhana hotay hein. Agar ap is tool ko sahih istimal nahi kar rahy to wo chahy university ya college ban jay uska koi faida nahi ho ga.









Post a Comment

0 Comments